Home » Best of Bhajans » Veer Hanumana Ati Balwana- hanuman Bhajan

Veer Hanumana Ati Balwana- hanuman Bhajan

Lyrics: Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana ati balwana, Ram naam rasiyo re,
Prabhu mann basiyo re.

Jo koi aawe, araj lagaawe, sabki suniyo re,

Bajrang bala feru thaari mala, sankat hariyo re,

Na koi sangi, haanth ki tangi, jaldi hariyo re,

Araji humara, marji tumhari, kripa kariyo re,

Ramji ka pyara, Siya ka dulara, sankat hariyo re,

Check Also

Duniya rachne wale ko bhagwan- Hanuman Bhajan By Lakhbir Singh lakkha

Lyrics:Duniya rachne wale ko bhagwan Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai, aur sankat harne …