Home » Anup Jalota Bhajan » Umar Ka panchi- Anup Jalota

Umar Ka panchi- Anup Jalota

Lyrics: umar Ka Panchi

Umar ka panchi, udtha jatha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Kisse patha hai kal kya hoga,

Patha nahi kis pal kya hoga,
Kal chakra chaltha mad matha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Umar ka panchi udtha jatha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Kachi sason ki kya asha,
Kar jaye kab bandh tamasha,

Tu murakh man kyo barmatha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Umar ka panchi udtha jatha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Aaj kahe kal naam ratonga,,
Kal aye phir kal japalonga,
Bhita kal kabi loutana atha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Umar ka panchi udtha jatha,
Kyo prani prabhu naam na gatha re,

Check Also

Swarg Nark Hai Is Dharti Pe- Ram Bhajan By Anup Jalota

Lyrics: Swarg nark hai is dharti pe Swarg nark hai is dharti pe, nahi gagan …