Lyrics:Tumhi ho mata
Tumhi ho mata pita tumhi ho, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,

Tumhi ho saathi tumhi sahaare, Koi na apna siwa tumhare,

Tumhi ho naiya tumhi khewaiya, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,
Tumhi ho mata pita tumhi ho, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,
Jo khil sake na wo ful hum hai, tumhare charano ki dhul hum hai,

Daya ki drishti sadaa hi rakhna, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,