Home » Jaya Kishori ji Bhajan » Tum Bin Nazaro Ka- Krishna Bhajan By Jaya Kishoriji

Tum Bin Nazaro Ka- Krishna Bhajan By Jaya Kishoriji

Lyrics:Tum Bin Nazaro Ka

Tum bin nazaro ka, gulshan baharo ka,
Dil ye kahe mai kya karu, Dukh ki ghata chhaye,
Apne ghar thukraye, Duniya se mai kyun daru,
Tann mann nyochhawar tumpe karu,
Agar tum sath ho Agar tum sath ho

Bikhri bikhri, mehek paawan si, teri bagiya mei,
Meri duniya hai, teri aaraju mei,
Mai kho jati hu, tere darshano mei,
Agar tum sath ho, Agar tum sath ho
Meri saanson mei hai tera sumiran
Teri sumiran se hai mann raji,
Muhjje lagta hai tu paas mere,
Hoti jab bhi hai mann mei udasi,
Tum sath ho, paas ho, Anubhav karu,
Moh maya ke gart mei mai kyun padu,
Agar tum sath ho, Agar tum sath ho

Sumiran karti, saansein mala ki,
Mann ke upwan mei, Mera jiwan hai, teri rehmato mei,
Mai bas jati hu, Teri dhadkano mei,
Agar tum sath ho, Agar tum sath ho
Meri saanson mei hai tera sumiran
Teri sumiran se hai mann raji,
Muhjje lagta hai tu paas mere,
Hoti jab bhi hai mann mei udasi,
Tum sath ho, paas ho, Anubhav karu,
Moh maya ke gart mei , mai kyun padu,
Agar tum sath ho, Agar tum sath ho,

Meri saanson mei hai tera sumiran
Teri sumiran se hai mann raji,
Muhjje lagta hai tu paas mere,
Hoti jab bhi hai mann mei udasi,
Tum sath ho, paas ho, Anubhav karu,
Moh maya ke gart mei mai kyun padu,
Agar tum sath ho, Agar tum sath ho

Begane ban baithe, diwane ban bathe,
Seaware mai tumpe mareu,
Sapno mei tu aaja, jaya ko apnaja,
Aankho ko tumko bahru,
Tann mann nyochhawar tumpe karu,
Agar tum sath ho Agar tum sath ho

Meri saanson mei hai tera sumiran
Teri sumiran se hai mann raji,
Muhjje lagta hai tu paas mere,
Hoti jab bhi hai mann mei udasi,
Tum sath ho, paas ho, Anubhav karu,
Moh maya ke gart mei mai kyun padu,
Agar tum sath ho, Agar tum sath ho

Kismet badal jaye, Agar tum sath ho
Jiwan sawar jaye, Agar tum sath ho
Manjil bhi mil jaye, Agar tum sath ho

Check Also

Mohana Muralidhara\ Krishna Bhajan

Lyrics:Mohana Muralidhara Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana …