Lyrics: Tere Jiwan Mei Khushiya
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Nau mahine tujhe saanche mei dhaalti hai maa,
Nau mahine tujhe saanche mei dhaalti hai maa,
Fir janam deti hai hume wo paalati hai maa,
Fir janam deti hai hume wo paalati hai maa,
Dukh jo bccho ka ho toh wo jaan jaayegi,
Dukh jo bccho ka ho toh wo jaan jaayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Bojh baraso talak toh uthati hai maa,
Bojh baraso talak toh uthati hai maa,
Jaag kar kitni raate bitati hai maa,
Jaag kar kitni raate bitati hai maa,
Tere jiwan ki muskil ko jaan jaayegi,
Tere jiwan ki muskil ko jaan jaayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Maa ne paida kiya toh teri pehechan hai,
Maa ne paida kiya toh teri pehechan hai,
Mahamayi tumhari sabki bhagwan hai,
Mahamayi tumhari sabki bhagwan hai,
Ek baar maa ko manale wo maan jayegi,
Ek baar maa ko manale wo maan jayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,