Home » Anup Jalota Bhajan » Tann ke tambure mei- Krishna Bhajan By Anup Jalota

Tann ke tambure mei- Krishna Bhajan By Anup Jalota

Lyrics:Tann ke tambure mei

Mann ka andhiyaara mita,
phaila amar prakaash
nainon ne darshan kiye
ae ae
bujhi hriday kee pyaas

tann ke tamboore mein do saanson ke taar bole
Jai Raadhe-Shyam Shyam,
Jai Sita-Ram Ram
tann ke tamboore mein do saanson ke taar bole
Jai Radhe-Shyam Shyam,
Jai Sita-Ram Ram

ab to is tann ke mandir mein
Prabhu ka hua basera
Prabhu ka hua basera
ab to is tann ke mandir mein
Prabhu ka hua basera
Prabhu ka hua basera
magan hua mann mera
aa aa,
magan hua mann mera
chhoota janam-janam ka phera re
janam-janam ka phera
mann ki muraliya mein
mann ki muraliya mein
ae ae
mann ki muraliya mein
sur ka singaar bole
Jai Raadhe-Shyam Shyam,
Jai Sita-Ram Ram
tann ke tamboore mein do saanson ke taar bole
Jai Raadhe-Shyam Shyam,
Jai Sita-Ram Ram

lagi lagan Leela-dhaari se,
jagi re jagmag jyoti
jagi re jagmag jyoti
lagi lagan Leela-dhaari se,
jagi re jagmag jyoti
jagi re jagmag jyoti
Ram naam ka heera paaya
aa aa,
Ram naam ka heera paaya
Shyam naam ka moti
jagi re jagmag jyoti
pyaasi do ankhiyon mein
pyaasi do ankhiyon mein
ae ae ae
o o o o
o o o o
pyaasi do ankhiyon mein
aansoo ki dhaar bole
Jai Raadhe-Shyam Shyam,
Jai Sita-Ram Ram
tann ke tamboore mein do saanson ke taar bole
Jai Radhe-Shyam Shyam
Jai Sita-Ram Ram
Jai Radhe-Shyam Shyam
Jai Sita-Ram Ram..

Check Also

Mohana Muralidhara\ Krishna Bhajan

Lyrics:Mohana Muralidhara Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana …