Download Lyrics Surya (Aaditya) Bhagwan ki Aarti
Aum Jay Surya Bhagawan
Jay Ho Dinkar Bhagawan
Jagat Key Naitra Swarupa
Tum Ho Triguna Swarupa
Dharata Sabahi Tab Dhyan
Aum Jay Surya Bhagawan
Jay Ho Dinkar Bhagawan
Jagat Key Naitra Swarupa
Tum Ho Triguna Swarupa
Dharata Sabahi Tab Dhyan
Aum Jay Surya Bhagawan
Sarthi Arun Ahi Prabhu Tum Swaita Kamal Dhari
Tum Char Bhuja Dhari
Ashwa Hai Sath Tumhare
Koti Kirana Pasare
Tum Ho Deva Mahan
Aum Jay Surya Bhagawan
Usha Kal May Jab Tum
Udaya Chal Ate
Sab Tab Darshan Patay
Phailatay Ujiara
Jagta Sab Jag Sara
Kari Sab Tab Gun Gan
Aum Jay Surya Bhagawan
Sandhya Me Bhuwaneshwar Hasta Chal Jate
Bho Dhan Tab Ghar Ate
Gow Do Hi Phaila May
Har Ghar Har Angan May
Ho Tab Mahima Gan
Aum Jay Surya Bhagawan
Deva Dhanuj Nara Nari Rishi Muni Bhar Bhajtay
Aditya Hirdai Jabtay
Stotra Hi Mangal Kari
Is Aki Rchna Dhayi
Dey Nab Jivan Gan
Aum Jay Surya Bhagawan
Tumho Trikala Rachaita Tum Jag Key Atma
Mahima Tab Aparam Par
PRanoka Sinchan Kartay
Bhakto Ko Apnay Day Tay
Bal Budhi Aur Gyan
Aum Jay Surya Bhagawan
Bhu Char Jal Char Khay Char
Sab Kay Ho Pran Tumhi
Sab Jivo Kay Prano Tumhi
Vedo Puran Bakhani
Dharm Sabhi Tumhi Maney
Tum Hi Sarva Sakti Man
Aum Jay Surya Bhagawan
Pujan Kartay Dishaye
Pujay Sab Dikapal
Tum Bhuvano Kay Pratipal
Rituyein Tumhari Dasi
Tum Shaswat Avinshi
Shubh Kari Anshuman
Aum Jay Surya Bhagawan