Home » Hari Bhajan » Sansar ke logo se aasha- Hari Bhajan By Vishnu Dutt

Sansar ke logo se aasha- Hari Bhajan By Vishnu Dutt

Lyrics: Sansar ke logo se aasha

Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho Hari naam liya karna
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho Hari naam liya karna

Jeewan ke sagar me toofan bhi aate hai
Jeewan ke sagar me toofan bhi aate hai
Jo prabhu ko bhajte hai prabhu unko bachate hai
Bhagwan ko aaata hai bhakto par kripa karna
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho Hari naam liya karna

Tu samjhle e bande prabhu tujhse door nahi
Bhakto ko kast mile hari ko manjoor nahi
Hari khud hi aayenge tu unko rata karna
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho Hari naam liya karna

Yaha dava na jamalena ye desh begana hai
Yaha dava na jamalena ye desh begana hai
Is shahar me e prani tujhe laut na aana hai
Ye maya nagari hai yaha mann na fasa lena
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho hari naam liya karna

Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho hari naam liya karna
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho hari naam liya karna

Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho hari naam liya karna
Sansar ke logo se aasha na kiya karna
Jab jab mann vichalit ho Hari naam liya karna

Check Also

Aisee Kripaa Karo\ Hari Bhajan

Lyrics:Aisee Kripa Karo Bhagawan Aisee Kripaa Karo Bhagavaan, Hardam Rahe Tumhaaraa Shyaan Aisaa Dedo Dridh …