Home » Gulshan Kumar Bhajan » Saare Gaon Se Doodh- Shiv Bhajan By Gulshan Kumar

Saare Gaon Se Doodh- Shiv Bhajan By Gulshan Kumar

Lyrics: Saare Gaon Se Doodh

Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere Shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya

Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Bhole ko nahla do
Mere Shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya

Maha raatri Shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Maha raatri Shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Varat puja parivar sahit kar
Sakhal pararath paave
Dhup deep bela patra se
Baba ko sanwaro
Shankar jata jut gangadhar
Hey gaurish pukaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya

Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Tan man sab arpit tum kar do
Praan diye hai usne
Subah sham baba dar aakar
Man mandir sanwaro
Shradha purwak bhakti bhaanv se
Shankar ko pukaaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya

Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere Shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya.

Check Also

Chidanand Roop Shivoham Shivoham- Shiv Bhajan

Lyrics:Chidanand roop, shivoham shivoham Chidanand roop, shivoham shivoham Aham nirvikalpo, niraakar roop, vibhor vyaap sarvatra, …