Lyrics: Ram charan chit lai re
Jab maara tab tab taara
Bhakto ko to prabhu tera hi sahara
Jab maara tab tab taara
Bhakto ko to prabhu tera hi sahara
Jab maara tab tab taara
Bhakto ko to prabhu tera hi sahara
Jab maara tab tab taara
Bhakto ko to prabhu tera hi sahara
Shayam ho chahe raghurai re, bhajo re radhe govinda
Ram charan chit lai re, bhajo radhe govinda

Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Ek ayoudhya dhaam mein aaya,ek mathura ka bhag badaya
Ek ayoudhya dhaam mein aaya, ek mathura ka bhag badaya

Bharat ko denhi hai badai re, bharat ko denhi hai badai re
Bhajo radhe govinda, ram charan chit lai re
Bhajo radhe govinda, ram charan chit lai re
Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Saryu kinare ek dhanua chalave,yamuna ek kinare dhenu charaye

Ubhay jagat ke sai re, bhajo radhe govinda
Ram charan chit layi re, bhajo radhe govinda
Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Jan prahalad ko hari ne bachaya,arjun ko sat gyan sikhaya

Har vidhi leeni apnayi re, sab vidhi leeni apnayi re
Ram charan chit layi re, bhajo radhe govinda
Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Jo jan gavye sab kuchh pavye, ant samay prabhu urr ko javye

Maine bhi neh lagayi re, maine bhi neh lagayi re
Bhajo radhe govinda
Ram charan chit layi re, bhajo radhe govinda
Ram charan chit layi re, bhajo radhe govinda
Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Bhaktan ke sukhdayi re, bhajo radhe govinda
Prem se bolo jai siya rama,shri awadh mein jai siya rama
Saryu kinare jai siya rama,saryu kinare jai siya rama
Saryu kinare jai siya rama,bhaktan ke sang jai siya rama
Santan ke sang jai siya rama,sab santan sangi jai siya rama
Jai jai shri sita ram
Ram charan chit lai re
Bhajo radhe govinda