Home » Radha Krishna Bhajan » Phoolon Mei Saj Rahe Hai- Radhe Krishna Bhajan By Vinod Agarwal

Phoolon Mei Saj Rahe Hai- Radhe Krishna Bhajan By Vinod Agarwal

Lyrics: Phoolon Mei Saj Rahe Hai

Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,

Aur saath saj rahi hai, Brisbhaan ki dulaari,

Tedha sa mukut sir par rakha hai kis adaa se,
Karuna baras rahi hai karuna bhari nigaah se,

Bin mol bik gayi, Jab se chhavi nihari,
Bin mol bik gayi, Jab se chhavi nihari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,

baiyaa gale mei daare, jab dono muskuraate,

sabko hi pyaare hi lagte, sabke hi mann ko bhaate,

In dono pe mai sadhke, in dono pe mai sadhke,
In dono pe mai sadhke, in dono pe mai waari,
In dono pe mai sadhke, in dono pe mai waari,
In dono pe mai sadhke, in dono pe mai waari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,

Sringaar tera pyare sobha kahu kya uski,

uspe gulabi fatka, uspe gulaab saare,
uspe gulabi fatka, uspe gulaab saare,
uspe gulabi fatka, uspe gulaab saare,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,

Nilam se sohe Mohan, swaranam si sohe Radha,

Ik Nand ka hai chhora, ek bhanu ki dulari,
Ik Nand ka hai chhora, ek bhanu ki dulari,
Ik Nand ka hai chhora, ek bhanu ki dulari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,

Chunn chunn ke kaliya jisne, bangala tera banaya,

Itne aabhusano se,Jisne tujhe sajaya,
Itne aabhusano se,Jisne tujhe sajaya,
Itne aabhusano se,Jisne tujhe sajaya,
Un haantho pe mai sadhke, Un haantho pe mai sadhke,
Un haantho pe mai sadhke, un haantho pe mai waari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,
Phoolon mei saj rahe hai, Shree Vrindvan bihari,
Aur saath saj rahi hai, Brisbhaan ki dulaari,
Aur saath saj rahi hai, Brisbhaan ki dulaari,
Aur saath saj rahi hai, Brisbhaan ki dulaari,
Aur saath saj rahi hai, Brisbhaan ki dulaari,

Check Also

Meri Chunar Mei Par Gayo\ Radhe Krishna Bhajan

Lyrics: Meri chunar mei par gayo Meri chunar mei par gayo daag ri, kaiso chatak …