Recent Posts

Recent Posts

Teri Panah Mei\ Hari Bhajan

Lyrics: Teri panah mei

Teri panah mei hume rakhna, sikhe humne ek raah par chalna,

Kapat karam chori beimani aur hinsha se humko bachana,

Nali ka ban jau na pani, Nali ka ban jau na pani,
Nirmal gangajal hi banana,
Apni nigah mei hume rakhna, teri panah mei hume rakhna,

Shamawaan koi tujhsa nahi aur mujhsa nahi koi apradhi,

Punya ki nagari mei bhi maine, Punya ki nagari mei bhi maine,
Paapo ki gathari hi baandhi,
Karuna ki chhao mei hume rakhna, Teri panah mei hume rakhna,
Teri panah mei hume rakhna, sikhe humne ek raah par chalna,

Teri panah mei hume rakhna, sikhe humne ek raah par chalna,
Teri panah mei hume rakhna, sikhe humne ek raah par chalna,

Kapat karam chori beimani aur hinsha se humko bachana,
Kapat karam chori beimani aur hinsha se humko bachana,
Nali ka ban jau na pani, Nali ka ban jau na pani,
Nirmal gangajal hi banana,
Apni nigah mei hume rakhna, teri panah mei hume rakhna,
Teri panah mei hume rakhna, sikhe humne ek raah par chalna,

Tumhi Ho Mata\ Hari Bhajan

Lyrics:Tumhi ho mata

Tumhi ho mata pita tumhi ho, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,

Tumhi ho saathi tumhi sahaare, Koi na apna siwa tumhare,

Tumhi ho naiya tumhi khewaiya, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,
Tumhi ho mata pita tumhi ho, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,

Jo khil sake na wo ful hum hai, tumhare charano ki dhul hum hai,

Daya ki drishti sadaa hi rakhna, tumhi ho bandhu Sakha tumhi ho,