Recent Posts

Recent Posts

Jab Jab Mera Mann\ Khatu Shyam Bhajan By Sanjay Mittal

Lyrics:Jab jab mera mann ghabrata

Jiwan ki ye bagiya mere Shyam ne hi hai khilayi,

Har sukh dukh mai mujhko padta ye hi dikhai,

Jab jab mera mann ghabrata mujhe kuchh bhi samjh nahi aata,
Apno ko mai na suhata unpe mai bojh ban jata,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,

Sukh badh chadh sath nibhata dukh dwaar khade reh jata,
Mera Shyam khada muskta mai jhum jhum kar gata,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,

Jisko na ho bharosa wo karke bharosa dekhe,

Uski naav na dube use Shyam hi aakar kheche,

Jhat naav kinare lagti har uljhi gaath sulajhti
Phir baat kabhi na bigadti,bigadti kismat bhi sudharti,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,

Kalyug inka pyare tu bhi inka ho ja,
Kalyug inka pyare tu bhi inka ho ja,
Saup ke inko naiya inki sharan mei ho ja,

Aanand aisa aayega tu kabhi na bharmayega
Paakar ke Shyam ki masti tu jhum jhum kar gayega,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,

Jab jab mera mann ghabrata mujhe kuchh bhi samjh nahi aata,
Apno ko mai na suhata unpe mai bojh ban jata,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Jab jab mera mann ghabrata mujhe kuchh bhi samjh nahi aata,
Apno ko mai na suhata unpe mai bojh ban jata,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,

Mann Ki Muradein\ Maa Durga Bhajan By Lakhbir Singh Lakkha

Lyrics: Mann ki muradein

Mann ki muradein puri kar maa,
Mann ki muradein puri kar maa,
Darshan karne ko mai toh aaungi,
Darshan karne ko mai toh aaungi,
Tera didar hoga mera uddhar hoga
Tera didar hoga mera uddhar hoga
Halwe ka bhog mai lagaungi,
Halwe ka bhog mai lagaungi,

Tu hai tati daan dede, Mujhko apna jankar,

Bhar de meri jholi khali daag lage na teri shaan par

Sawa rupiya aur nariyal mai teri bhet chadhaungi,
Sawa rupiya aur nariyal mai teri bhet chadhaungi,
Darshan karne ko mai toh aaungi,
Tera didar hoga mera uddhar hoga
Halwe ka bhog mai lagaungi,

Chhoti chhoti kanyayo ko bhog lagaau bhakti bhaav se,

Tera jagrata karaau mai toh maa bade chav se,

Laal dhwaja le kar ke mata tere bhawan pe lehraungi,

Mann ki muradein puri kar maa, Mann ki muradein puri kar maa,
Darshan karne ko mai toh aaungi, Darshan karne ko mai toh aaungi,

Mahima teri badi nirali paar na koi paya hai,

Maine suna hai Brahma Vishnu Shiv ne tera gunn gaya hai,
Meri aukaat kya hai, teri maa baat kya hai,

Kaise mai tujhe bhulaungi,
Mann ki muradein puri kar maa, Mann ki muradein puri kar maa,
Darshan karne ko mai toh aaungi, Darshan karne ko mai toh aaungi,

Laal chola laal chunari laal hi tere laal hai,

Teri jispe ho daya wo toh malamal hai,
Shyam sundar aur Lakkha laal hai tere,
Unko bhi sang mai laungi,