Lyrics: Naam tumhara taaranhara
Naam tumhara taaranhara, kab tera darshan hoga,

Jiski rachna itni sundar wo kitna sundar hoga,

Sura nar muni jan tum charano mei nisidin shish nawate hai,

Jo gaate hai teri mahima manwaanchhit fal pate hai,

Punya ghadi samjhungi us din jab tera darshan hoga,
Punya ghadi samjhungi us din jab tera darshan hoga,
Naam tumhara taaranhara, kab tera darshan hoga,
Naam tumhara taaranhara, kab tera darshan hoga,
Jiski rachna itni sundar wo kitna sundar hoga,
Naam tumhara taaranhara, kab tera darshan hoga,
Naam tumhara taaranhara, kab tera darshan hoga,
Din dayalu karuna saagar jag mei naam tumhara hai,

Bhatake huye hum bhagato ka bhi tu hi ek sahara hai,

Jag mei paar utarne ko hi asli sumiran hoga,