Home » Anuradha Paudwal Bhajan » Naam Hai Tera Taaran Hara- Krishna Bhajan By Anuradha Paudwal

Naam Hai Tera Taaran Hara- Krishna Bhajan By Anuradha Paudwal

Lyrics: Naam hai tera taaran hara

Naam hai tera taaran hara, kab tera darshan hoga,

Jinki pratima itni sundar wo kitna sundar hoga,

Wo kitna sundar hoga, wo kitna sundar hoga,

Tumne tare laakhon prani, ye santo ki vaani hai,

Teri chhavi par mere bhagwan ye duniya diwani hai,
Ye Duniya diwani hai, Ye Duniya diwani hai,
Bhaav se teri puja rachau jiwan mei mangal hoga,
Bhaav se teri puja rachau jiwan mei mangal hoga
Jinki pratima itni sundar wo kitna sundar hoga,
Wo kitna sundar hoga, wo kitna sundar hoga,

Suravar munivar jinke charan mei, nisidin shish jhukate hai,

Jo gaate hai, prabhu ki mahima,
Wo sab kuchh paa jate hai, Wo sab kuchh paa jate hai,
apne kasht mitabne ko tere charano ka vandan hpoga,
Jinki pratima itni sundar wo kitna sundar hoga,
Wo kitna sundar hoga, wo kitna sundar hoga,

Mann ki murade leke swami tere charan mei aate hai,

Hum hai baalak tere Krishna tere hi gunn gate hai,
Tere hi gunn gate hai, tere hi gunn gate hai,
Bhavv se paar utarne ko tere geeto ka sangam hoga,
Bhavv se paar utarne ko tere geeto ka sangam hoga,
Jinki pratima itni sundar wo kitna sundar hoga,
Wo kitna sundar hoga, wo kitna sundar hoga,

Naam hai tera taaran hara, kab tera darshan hoga,
Naam hai tera taaran hara, kab tera darshan hoga,
Jinki pratima itni sundar wo kitna sundar hoga,
Jinki pratima itni sundar wo kitna sundar hoga,
Wo kitna sundar hoga, wo kitna sundar hoga,

Check Also

Mohana Muralidhara\ Krishna Bhajan

Lyrics:Mohana Muralidhara Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana …