Lyrics: Mera Shyam Bada Rangila
Mera Shyam bada rangila, mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, mastiya barsegi, kirtan mei,

Koi Shyam ko rijhaakar dekhe, koi Shyam ko rijhaakar dekhe,
Umariya sudharegi, umariya sudharegi, kirtan mei,
Mera Shyam bada rangila, mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, mastiya barsegi, kirtan mei,
Koi Shyam ko sajaakar dekhe, koi Shyam ko sajaakar dekhe,
Khushbu mehkegi, khushbu mehkegi, kirtan mei,
Mera Shyam bada rangila, mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, mastiya barsegi, kirtan mei,
Koi Shyam ko nachaakar dekhe, koi Shyam ko nachaakar dekhe,
Muraliya gunjegi, muraliya gunjegi, kirtan mei,
Mera Shyam bada rangila, mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, mastiya barsegi, kirtan mei,
Nandu chalo bhajan sunawa, Nandu chalo bhajan sunawa,
Chadariya nikhregi, Chadariya nikhregi, kirtan mei,