Lyrics: Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Mail mann ka naa doya badan dho liya
Phir ganga nahane se kya fayda
Phir ganga nahane se kya fayda
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Mail mann ka naa doya badan dho liya
Phir ganga nahane se kya fayda
Phir ganga nahane se kya fayda
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein murat prabhu ki utaari nahi
Mann mein murat prabhu ki utaari nahi
Hai sabse bada to bhikhaari vahi
Hai sabse bada to bhikhaari vahi
Dhan daulat pe tu kyu gumaan kare
Dhan daulat pe tu kyu gumaan kare
Jab sang hi naa jaye to kya fayada
Jab sang hi naa jaye to kya fayada
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Tu rooj ramayan hai padhta magar
Vyarth hai padhke mann na utaari agar
Naa maane pita maa kahana jo tu
Phir ramayan padhne se kya fayada
Tu rooj ramayan hai padhta magar
Vyarth hai padhke mann na utaari agar
Naa maane pita maa kahana jo tu
Phir ramayan padhne se kya fayada
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Updesh to achhe tu deta phire
Aur karta karam tu sada hi bure
Updesh to achhe tu deta phire
Aur karta karam tu sada hi bure
Phale khud per karo amal baad mein
Gyan duje ko dene ka hai kayada
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Mail mann ka naa doya badan dho liya
Phir ganga nahane se kya fayda
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Teertho pe gaya tu magar mann tera
Kaam krodh mein dala tha jispe dera
Mann kaa kaam jo sabse bada na kiya
Charo dhaamo mein jaane se kya fayada
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Teertho pe gaya tu magar mann tera
Kaam krodh mein dala tha jispe dera
Mann kaa kaam jo sabse bada na kiya
Charo dhaamo mein jaane se kya fayada
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada
Mail mann ka naa doya badan dho liya
Phir ganga nahane se kya fayda
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Mann mein khot bhari aur mukh mein hari
Phir mandir mein jaane se kya fayada