Lyrics: Maiya Yeh Jeewan Humara
Maiya yeh jeewan humara aapke charano mei hai,

Din dukhiyo ka gujara apke charano mei hai,

Apki rehemat se milte ijjat ki do rotiya,

Hum garibo ka gujara apke charano mei hai,
Maiya yeh jeewan humara aapke charano mei hai,
Kya mukaddar ka bharosa saath de ya nab hi de,

Meri kismet ka sitara apke charano mei,