Home » Durga Maa Bhajan » Maiya Ye Jiwan Humara- Maa Durga Bhajan By Shital Pandey

Maiya Ye Jiwan Humara- Maa Durga Bhajan By Shital Pandey

Lyrics: Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai

Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,

Din dukhiyo ka gujara aapke charano mei hai,

Aapki rehemat se milti ijjat ki do rotiya,

Hum garibo ka gujara aapke charano mei hai,
Hum garibo ka gujara aapke charano mei hai,
Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,

Kya mukaddar ka bharosa sath de ya na bhi de,

Meri kismet ka sitara aapke charano mei hai,
Meri kismet ka sitara aapke charano mei hai,
Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,

Mai bhala chinta karu kyun hai bharosa aap par,

Mera yeh pariwar sara apke charano mei hai,
Mera yeh pariwar sara apke charano mei hai,
Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,

yeh jahaan toh hai bhikari iske dar pe mang le,

jannat aur mukti ka dwara apke charano mei hai,
jannat aur mukti ka dwara apke charano mei hai,
Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,
Din dukhiyo ka gujara aapke charano mei hai,
Din dukhiyo ka gujara aapke charano mei hai,
Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,
Maiya ye jiwan humara apke charano mei hai,

Check Also

Sir Ko Jhuka Lo\ Maa Durga Bhajan By Lakhbir Singh Lakkha

Lyrics:sir ko jhuka lo Chhu le jo maa ki chaukhat ko, to jara bhi sitara …