Lyrics: Maa teri tasveer sirhane rakh kar sote hai
Maa teri tasveer sirhane rakh kar sote hai,

Yehi sochkar apne dono nain bhigote hai,

Kabhi to tasveer se niklogi, kabhi toh meri maiya pighlogi,

Jaane kab aa jaye maiya aangan roj buhare,
Mere is chhote se ghar ka kona kona sawaare,
Jane kab aa jaye maiya aangan roj buhare,
Mere is chhote se ghar ka kona kona sawaare,
Viswas hai maiya aayegi, Mujhe aash hai maiya aayegi,
Jis din maa nahi aati ham jee bhar kar rote hai,
Yehi sochkar apne dono nain bhigote hai,
Kabhi to tasveer se niklogi, kabhi toh meri maiya pighlogi,
Kabhi to tasveer se niklogi, kabhi toh meri maiya pighlogi,
Apna pan ho ankhiyo mei hontho pe muskan ho,
Aise milna jaise ki maa janamo ki pehchan ho,

Ekbaar toh keh de oh maiya mujhe laal toh keh de oh maiya,
Iske khatir ankhiya masal masal kar rote hai,
Kabhi to tasveer se niklogi, kabhi toh meri maiya pighlogi,
Kabhi to tasveer se niklogi, kabhi toh meri maiya pighlogi,
Ik din aisai nind khule jab maa ka didar ho,
Banwari fir ho jaye yeh ankhiya bekar ho,

Puchhe mera aangan oh maiya, kab hoga darshan oh maiya,
Bas is din ke khatir hum to din bhar rote hai,