Lyrics: Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Kyun ghabraau mai, Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Meri yeh jiwan gadi, Meri yeh jiwan gadi, Shyam chalata hai,

Jab jab mujhko padti hai darkaar, Shyam hamesha rehta hai taiyaar,

Shyam ne mujhpe kiya bahot upkaar, Shyam hi mere jiwan ka aadhar,

Hardam yeh mujhpe apna, Hardam yeh mujhpe apna, Pyaar lutata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Dukh ke baadal jab jab mandrate,Shyam naam lete hi chhat jate,

Baal bhi baanka wo naa kar pate, kabhi dobara nazar nahi aate,

Sankat aane se pehle, Sankat aane se pehle, Shyam aata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Mere mann mei aata jo bhi khyal, Shyam vyavastha karta hai tatkaal,

Harpal mujhko yehi raha sambhal, Shyam kripa se mai hu malamaal,

Jiske laayak hi nahi mai, Jiske laayak hi nahi mai, Wo mil jata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Kyun ghabraau mai, mera to Shyam se nata hai,
Shyam bhasrose maine nischint hu, kyunki mai toh Shyam pe aasit hu,

Shyam charan mei purna samarpit hu, esiliye mai sadaa surakshit hu,

Ji bhar ke binnu ko yeh, Ji bhar ke binnu ko yeh, Laad ladata hai,