Lyrics: Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana

Mal mal ke tune apne tan ko jo hai nikhara
Itro ki khusbuo se mahake sharir saare
Itro ki khusbuo se mahake sharir saare
Kaya ye saath hogi ye baat na bhulana
Kaya ye saath hogi ye baat na bhulana
Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Mann hai hari ka darpan mann mein ise basale
Karke tu karm achchhe kuchh punya dhan kama le

Kar daan aur dharm prabhu ko agar hai paana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Aaayegi vo ghadi jab koi bhi na saath hoga
Karmo ka tere saare ek ek hisaab hoga

Ye sochle abhi tu fir waqt ye naa aaana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Kuchh pal ki jindgani ek roj sabko jana
Barso ki tu kyo soche pal ka nahi thikana
Koi nahi hai tera kyu karta mera mera
Khul jaye need jab bhi samjho vahi sabera

Har bhor ki kiran sang hari ka bhajan tu gaana