Lyrics: Kabhi fursat ho dhanwano se
Kabhi fursat ho dhanwano se toh Shyam mere ghar aa jana,

Is nirdhan ki kutiya mei bhi ik Shaam ko Shyam bita jana,

Mai nirdhan hu mere pas prabhu churma mewa na mithayi hai,
Sone ke singhasan hai tere mere ghar dharti ki chatayi hai,

yehi baithke lakhdatar mujhe tum apni katha suna janan,
Kabhi fursat ho dhanwano se toh Shyam mere ghar aa jana,
Mujhko bhi Sudama ke jesa tum mitra samajh kar Shyam mere,
Meri aankh se behte ashko ko tum itra samajh kar Shyam mere,

Mere kutiya mei aakar mujhse tum apne charan dhulwa jana,
Kabhi fursat ho dhanwano se toh Shyam mere ghar aa jana,
Sandip ki aash ke deep kahi bujh na jaye oh Saawariya,
Badi tej dukho ki aandhi hai, mann ghabraye oh Saawariya,

Hare ke sahaare tum toh mujhko bhi dhir bandha jana,