Home » Durga Maa Bhajan » Jo Laakho Mei Na Aaye- Maa Durga Bhajan By Raju Mehera

Jo Laakho Mei Na Aaye- Maa Durga Bhajan By Raju Mehera

Lyrics: Jo Laakho Mei Na Aaye

Jo laakho mei na aaye, kya koi maul lagaye, wo chunari laaye hai,

Maiyaji aakar odho udhane aaye hai, udhane aaye hai,
Udhane aaye hai, udhane aaye hai,

Tu kya maiya chahti hai humko khyaal hai,
Tu kya maiya chahti hai humko khyaal hai,
Chunari chadhaye tujhe bita pura saal hai,
Chunari chadhaye tujhe bita pura saal hai,
Wo din phir se aaye hai,
Maiyaji aakar odho udhane aaye hai, udhane aaye hai,
Udhane aaye hai, udhane aaye hai,

Khojne yeh chunari lagayan kai chakkar,
Khojne yeh chunari lagayan kai chakkar,
Tedhi medhi mili nahi Haar gaye thakkar,
Tedhi medhi mili nahi Haar gaye thakkar,
Khaas banwaye hai,
Maiyaji aakar odho udhane aaye hai, udhane aaye hai,
Udhane aaye hai, udhane aaye hai,

Dekho dekho maiyaji ki palke na jhapke,
Dekho dekho maiyaji ki palke na jhapke,
Dekh is chunari ko laar hai tapke,
Dekh is chunari ko laar hai tapke,
Mann lalchaye hai,
Maiyaji aakar odho udhane aaye hai, udhane aaye hai,
Udhane aaye hai, udhane aaye hai,

Dhundhta pawan maiya roj hi bahane,
Dhundhta pawan maiya roj hi bahane,
Kaise aaye tujhse milne milane,
Kaise aaye tujhse milne milane,
Ye mauka paaye hai,
Maiyaji aakar odho udhane aaye hai, udhane aaye hai,
Udhane aaye hai, udhane aaye hai,

Jo laakho mei na aaye, kya koi maul lagaye, wo chunari laaye hai,
Maiyaji aakar odho udhane aye hai, udhane aaye hai,
Udhane aaye hai, udhane aaye hai,

Check Also

Sir Ko Jhuka Lo\ Maa Durga Bhajan By Lakhbir Singh Lakkha

Lyrics:sir ko jhuka lo Chhu le jo maa ki chaukhat ko, to jara bhi sitara …