Lyrics: Jis ghar mei Khatuwale ki
Jis ghar mei Khatuwale ki tasveer lagayi jati hai,

Jis ghar mei lile wale ki nit jyot jagayi jati hai,
Jis ghar ka chhota bachha bhi shree Shyam ki mala japta hai,
Waha Shyam ka pehra rehta hai,

Pata lagalo us ghar ki kahani jaan ke hogi sabko hairani,

Us ghar ke saare dukhdo ko Shyam hamesa sehta hai,
Waha Shyam ka pehra rehta hai,
Waha Shyam ka pehra rehta hai,
Jis ghar mei Khatuwale ki tasveer lagayi jati hai,
Jis ghar mei lile wale ki nit jyot jagayi jati hai,
Kare hifazat yeh pure ghar ki, Iske hote kya baat hai darr ki,

Jab sara ghar so jata hai, mera Shyam Jaagta rehta hai,
Waha Shyam ka pehra rehta hai,
Waha Shyam ka pehra rehta hai,
Jis ghar mei Khatuwale ki tasveer lagayi jati hai,
Jis ghar mei lile wale ki nit jyot jagayi jati hai,
Khub sambhale sadaa nibhaye, chhor ke ghar wo kahi na jaye,

Kahe tu mann gungan Shyam ka jaha pe chalta rehta hai,