Lyrics: Jagdambe Bhawani Maiya Tera Tribhuwan Mei Chhaya Raaj Hai
Jagdambe Bhawani maiya tera tribhuwan mei chhaya raaj hai,
Sohe wesh kasumalani ko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Jab- jab bhir padi bhagatan par, tab- tab aaye sahaaye kare,
Adham udhaaran taaran maiya, yug yug roop anek dhare,

Siddh karti tu bhagato ke kaaj hai, naam tero garib niwaj hai,
Sohe wesh kasumalani ko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Jagdambe Bhawani maiya tera tribhuwan mei chhaya raaj hai,
Sohe wesh kasumalani ko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Jal par thal aur thal par srishti adhbhut thaari maya hai,
Soor, nar muni jan dhyan dhare nit, paar nahi koi paya hai,

Thaare haantho mei sewak ki laaj hai, liyo sarano tihaaro maiya aaj hai,
Sohe wesh kasumalani ko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Jagdambe Bhawani maiya tera tribhuwan mei chhaya raaj hai,
Sohe wesh kasumalani ko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Mai tumko bulaau tum nahi aao, aisa kabhi na ho sakta,
Baalak apni maiya se bichhudkar, such se kabhi na so sakta,

Meri naiya padi majhdhaar hai, ab tu hi toh khewanhaar hai,
Aaja ro-ro pukaare meri aatma, meri aatma ki yeh aawaaj hai,