Home » Devi Chitralekha Bhajan » Jab Yad Tumhari\ Krishna Bhajan By Devi Chandralekhaji

Jab Yad Tumhari\ Krishna Bhajan By Devi Chandralekhaji

Lyrics: Jab yaad tumhari

Jab yaad tumhari aati hai mai tere dar par aata hu,

Apne sukh dukh ko hey Thakur mai ro ro tumhe sunata hu,

Phulo mei tumhari khushbu hai, patto mei tumhari hasti hai,

Par phul nahi hai pas mere do nayan chadhane aaya hu,

Tum mere ho mai tera hu bas aur nahi kuchh yaad mujhe,

Yeh dhyan sada mere mann mei rahe yeh vinay sunane aaya hu,

Tum mere pyare saawariya, mera tum sang pyare nata hai,

Nahi aur koi meri suntan hai mai tujhe sunane aaya hu,
Nahi aur koi meri suntan hai mai tujhe sunane aaya hu,

Jab yaad tumhari aati hai mai tere dar par aata hu,
Jab yaad tumhari aati hai mai tere dar par aata hu,
Jab yaad tumhari aati hai mai tere dar par aata hu,
Jab yaad tumhari aati hai mai tere dar par aata hu,

Check Also

Mohana Muralidhara\ Krishna Bhajan

Lyrics:Mohana Muralidhara Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana mohana Muralidhara, Mohana …