Lyrics:Jab jab mera mann ghabrata
Jiwan ki ye bagiya mere Shyam ne hi hai khilayi,

Har sukh dukh mai mujhko padta ye hi dikhai,

Jab jab mera mann ghabrata mujhe kuchh bhi samjh nahi aata,
Apno ko mai na suhata unpe mai bojh ban jata,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,

Sukh badh chadh sath nibhata dukh dwaar khade reh jata,
Mera Shyam khada muskta mai jhum jhum kar gata,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Jisko na ho bharosa wo karke bharosa dekhe,

Uski naav na dube use Shyam hi aakar kheche,

Jhat naav kinare lagti har uljhi gaath sulajhti
Phir baat kabhi na bigadti,bigadti kismat bhi sudharti,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Aata hai shyam mera aata hai, aakar mujhe gale lagata hai,
Kalyug inka pyare tu bhi inka ho ja,
Kalyug inka pyare tu bhi inka ho ja,
Saup ke inko naiya inki sharan mei ho ja,

Aanand aisa aayega tu kabhi na bharmayega
Paakar ke Shyam ki masti tu jhum jhum kar gayega,