Home » Jagjit Singh » Hari Darshan Ki Pyasi Ankhiya- Hari bhajan By Jagjit Singh

Hari Darshan Ki Pyasi Ankhiya- Hari bhajan By Jagjit Singh

Lyrics: Hari Darshan Ki Pyasi Ankhiya

Hari darshan ki pyasi ankhiya, Hari darshan ki pyasi,

Dekhyo chahat kamal nayan ko, Dekhyo chahat kamal nayan ko,
Nisidin rehet udaasi, Nisidin rehet udaasi,
Ankhiya Hari darshan ki pyasi,

Kesar tilak motiyan ki mala, Vrindavan ke baasi,

Neh lagaye tyaag de tan sab daal gaye gar phaansi,
Ankhiya Hari darshan ki pyasi ankhiya,
Hari darshan ki pyasi ankhiya, Hari darshan ki pyasi,

Kaahu ke mann ki ko jaanat, logan ke mann haansi,
Surdas prabhu tumhare darash bin, Surdas prabhu tumhare darash bin,
Leho karwat kaasi, Ankhiya Hari darshan ki pyasi ankhiya,
Hari darshan ki pyasi ankhiya, Hari darshan ki pyasi,

Dekhyo chahat kamal nayan ko, Dekhyo chahat kamal nayan ko,
Nisidin rehet udaasi, Nisidin rehet udaasi,
Ankhiya Hari darshan ki pyasi ankhiya,
Ankhiya Hari darshan ki pyasi ankhiya,

Check Also

Swarg Se Sundar Mithila Dham- Ram Bhajan

Lyrics: Swarg se sundar mithila dham Swarg se sundar mithila dham, maandan ayachi raja janak …