Lyrics: Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Mere maanjhi ban jaao meri naav chala jaao,
Bete ko baba Shyam gale laga jaao,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Maine suna hai tu dukhre mitata,
Bin bole bhagato ki bigadi banata,
Bin bole bhagato ki bigadi banata,
Milta na kinara hai na koi aur sahara hai,
Milta na kinara hai na koi aur sahara hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Tumse hi jiwan mera oh ,mere baba,
Kaise chalega samajh naa aata,
Kaise chalega samajh naa aata,
Tum dhir bandhate ho toh saanse chalti hai,
Mujhe samjh naa aata hai meri kya galti hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Pariwar mera tere gunn hai gata
Doshi toh mai hu unhe kyun satata,
Doshi toh mai hu unhe kyun satata,
Unko bhi bharsha hai tune pala posha hai,
Unko bhi bharsha hai tune pala posha hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Mere maanjhi ban jaao meri naav chala jaao,
Bete ko baba Shyam gale laga jaao,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Hara hu baba par tujhpe bharosa hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,
Jitunga ek din mera dil yeh kehta hai,