Lyrics: Hanuman Ne Kar
Ke Saare haar gaye, jor lagayi kar ke,
Ke Saare haar gaye, jor lagayi kar ke,
Hanuman ne kar diya kaam chutaKe bajaayi kar ke,

Sita ko Raavan har laya chintit the shree Ram,
Saat samundar laanghe kaise kaun kare yeh kaam,

Siya Ke sudh laaya Ke Lanka jaalayi kar ke,
Siya Ke sudh laaya Ke Lanka jaalayi kar ke,
Hanuman ne kar diya kaam chutaKe bajaayi kar ke,
Hanuman ne kar diya kaam chutaKe bajaayi kar ke,
Sakti baan lagi Lakshman ko ghabraye shree Ram,
Kaun hai aisa veer bachaye Lakshman ji ke praan,

Bachaya Lakshman ko Sanjiwan laayi kar ke,
Bachaya Lakshman ko Sanjiwan laayi kar ke,
Hanuman ne kar diya kaam chutaKe bajaayi kar ke,
Hanuman ne kar diya kaam chutaKe bajaayi kar ke,
Bhagato ka yeh sankat kaate sankatmochan naam,
Saurav madhukar Bajrangi ka Saalaasar mei dhaam,

Ke apne bhagato ko gale se lagayi kar ke,