Home » Anmol Bhajan » Haare ka tu hai, Sahaara Sanware

Haare ka tu hai, Sahaara Sanware

Shree shyam vandana…

Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,

Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware

Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware

Hume apni aankho se, dur nahi karna,
Hum ro padenge, majbur nahi karna.
Hume apni aankho se, dur nahi karna,
Hum ro padenge, majbur nahi karna.
Apno ke sataaye hai, teri sharan mei aaye hai,
Apno ke sataaye hai, teri sharan mei aaye hai,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware

Hum hai kitne haare, parchai keh rahi hai,
Aankho se dil ki, sacchai keh rahi hai
Hum hai kitne haare, parchai keh rahi hai,
Aankho se dil ki, sacchai keh rahi hai
Ye neer jo behta hai, ro- ro ke kehta hai
Ye neer jo behta hai, ro- ro ke kehta hai
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware

Kitna bhi humpe, hase ye jamaana,
‘sanju’ kanhaiya se, naata hai puraana
Kitna bhi humpe, hase ye jamaana,
‘sanju’ kanhaiya se, naata hai puraana
Santosh ye hi mann me, tum ho mere jeewan mei
Santosh ye hi mann me, tum ho mere jeewan mei
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware

Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware
*——–*——–*

Check Also

Kabir Vani By Anup Jalota

Lyrics: Kabir Vani Nahaye dhoe kya bhaya Jo mann ka mail na jaye Meen sada …