Home » Khatu shyam Bhajan » Duniya Se Mai Hara To Aaya Tere Dwaar- Khatu Shyam Bhajan

Duniya Se Mai Hara To Aaya Tere Dwaar- Khatu Shyam Bhajan

Lyrics: Duniya se mai hara to aaya tere dwaar

Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,

Sukh mei prabhu har teri yaad naayi,
Dukh mei prabhuvar tumse preet lagayi,
Sukh mei prabhu har teri yaad naayi,
Dukh mei prabhuvar tumse preet lagayi,
Sara dosh hai mera mai karta hu swikaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,

Mera to kya hai mai toh pehle se hara,
Tumse hi puchhega yeh sansaar sara,
Mera to kya hai mai toh pehle se hara,
Tumse hi puchhega yeh sansaar sara,
Dub gayi kyun naiya tere rehte khewanhaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,

Sab kuchh luta bas laaj bachi hai,
Tum pe hi baba meri aash bandhi hai,
Sab kuchh luta bas laaj bachi hai,
Tum pe hi baba meri aash bandhi hai,
Suna hai tum sunte ho hum jeso ki pukaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,

Jisko bataya maine apna fasana,
Sabne bataya mujhko tera thikana,
Jisko bataya maine apna fasana,
Sabne bataya mujhko tera thikana,
Maine tumko mana hai maat pita pariwar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,

Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Duniya se mai hara to aaya tere dwaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,
Yaha se agar jo hara kaha jaunga sarkaar,

Check Also

Khatu Mei Jab\ Khatu Shyam Bhajan By Sanjay Mittal

Lyrics:Khatu mei jab jab gyaras ki, Khatu mei jab jab gyaras ki, Khatu mei jab …