Lyrics: Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai
Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai,
aur sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hain,
aur sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Ho jaate hai jisake apane paraaye,
Hanuman usko kanth lagaaye
Jab rooth jaaye sansaar saara,
Bajarangbali tab dete sahaara
Apne bhakto ka Bajarangi maan karate hai
Sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai,
aur sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Duniya mein kaam koi aisa nahin hai,
Hanuman ke jo bas mein nahin hai
Jo cheej maango, pal mein milegi,
Jholi ye khaali khushiyon se bharegi
Sacche manse jo bhi inka dhyan karte hai
Sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai,
aur sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Kat jaye sankat inki sharan mein
Bait ke dekho bajrang ke charan mein
Bhakt ki baathon ko jhoot math banao
Phir na phasoge jivan maran mein
Aur devta chittna dharayi
Hanumat sei sarva sukh karai
Inke seeney mein har dham ram siya rahthey hai
sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai,
aur sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
Sankat kate mite sab peera
Jo sumirai hanumat bal bira
Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai,
aur sankat harne wale ko Hanuman kehte hain
sankat harne wale ko Hanuman kehte hain