Home » Best of Bhajans » Darbaar Lakho Dekhe- Khatu Shyam Bhajan

Darbaar Lakho Dekhe- Khatu Shyam Bhajan

Lyrics: Darbaar Lakho Dekhe

Darbaar lakho dekhe, datar lakho dekhe,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,

Datar baba jaisa koi aur nahi,

Darbaar lakho dekhe, datar lakho dekhe,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,
Datar baba jaisa koi aur nahi,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,
Datar baba jaisa koi aur nahi,

Bhajan karo Khatuwale ka, aankh michkar bande,
Shyam naam ka punya kamala, chhor de kale dhandhem
Ek din hai tumko jana, baba se het lagana,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,
Datar baba jaisa koi aur nahi,

Iske bharose is duniya ka chalta dana pani,
Jhuti akar dikhaye bande, kya hai aani jaani,
Kya lekar jag mei aaya, kyun maan mei bharmaya,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,
Datar baba jaisa koi aur nahi,

Kahe Banwari samay mile toh gunn baba ke gana,
Chaar dino ka mela thela, phir tumko hai jana,
Koi na saath nibhaaye, baba hi laaj bachaye,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,
Datar baba jaisa koi aur nahi,

Darbaar lakho dekhe, datar lakho dekhe,
Darbaar khatuwale jaisa aur nahi,
Datar baba jaisa koi aur nahi,

Check Also

Khatu Mei Jab\ Khatu Shyam Bhajan By Sanjay Mittal

Lyrics:Khatu mei jab jab gyaras ki, Khatu mei jab jab gyaras ki, Khatu mei jab …