Lyrics: Chahe faansi lage ya lage hathkadi
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Sakhi Gokul nagariya ko jaungi mei,
Sakhi Gokul nagariya ko jaungi mei,
Prem ghar unke dar pe banaungi mei,
Prem ghar unke dar pe banaungi mei,
Waha kirtan,waha kirtan,
karungi khadi ki khadi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Teri baanki adaa ne kiya baaware
Teri baanki adaa ne kiya baaware
Tere naino mei ghar hai mera Saaware,
Tere naino mei ghar hai mera Saaware,
Tere naino se, Tere naino se,
Naina mile har ghadi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Meri vinati Bihariji sunn lijiye,
Meri vinati Bihariji sunn lijiye,
Apni charano ki daasi bana dijiye,
Apni charano ki daasi bana dijiye,
Chhod ke saare, Chhod ke saare,
Bndhan sharan mei padi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Chahe faansi lage ya lage hathkadi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,
Mere Baanke Bihari se ankhiya ladi,