Lyrics: Bihari Braj mei ghar mera
Bihari Braj mei ghar mera basa doge to kya hoga,

Basa doge to kya hoga, basa doge to kya hoga,

Kripa karke jo Vrindavan bula loge toh kya hoga,

Kabhi tum saamne aate kabhi fir dur ho jate, kabhi fir dur ho jate,

Hamare bich ka parda hata doge toh kya hoga,
Hamare bich ka parda hata doge toh kya hoga,
Bihari Braj mei ghar mera basa doge to kya hoga,
Tera didar pane ko tarasti hai meri najare, tarasti hai meri najare,

Agar daasi ko charano se laga loge toh kya hoga,