Lyrics: Bhatak Raha Tha
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,
Ab toh likhne laga hu, ab toh gaane lagaa hu,
Shyam bhajano mei sabko mai nachaane laga hu,
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,
Kabhi socha na tha hogi itni daya,
Shyam khata hu mai ab to tera diya,
Kabhi socha na tha hogi itni daya,
Shyam khata hu mai ab to tera diya,
Teri sewa mili mujhpe kirpa hui,
Teri rehmat ki dekh barkha hui, aaj barkha hui
Aisa mujhpe kya dekha kya jana
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Ab toh likhne laga hu, ab toh gaane lagaa hu,
Shyam bhajano mei sabko nachaane laga hu,
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,