Home » Balaji Bhajan » Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei

Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei

(Tarj: Kaam koi bhi kar nahi paya…..)

Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei,
Rehti dhun shree ram mei, rehti dhun shri ram mei

Hanuman ka kya kehna, bhakto ke pratipal hei,
Jho bhi naam lei prem se, tal jaye phir toh kaal hei,

Tere naam ka ek sahara, hanumant kali kaal mei
Rehti dhun shri ram mei, Rehti dhun shri ram mei
Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei,
Rehti dhun shree ram mei, rehti dhun shri ram mei

Jab jab inka dhyan kiya, tab tab beda paar kiya,
Jab bhi atki gaari thi, usko aakar paar kiya,

Uski naiyaa paar hoti, rakhta inko dhyan mei,
Rehti dhun shri ram mei, Rehti dhun shri ram mei
Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei,
Rehti dhun shree ram mei, rehti dhun shri ram mei

Shree ram ka sevak hai, ram ki seva karta hai,
Ram naam ki maala hi, har pal ferta rehta hei,

‘baba’ kehta aisa sevak, nahi mila sansaar mei
Rehti dhun shri ram mei, Rehti dhun shri ram mei
Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei,
Rehti dhun shree ram mei, rehti dhun shri ram mei

Balaji ke jaisa koi bhakt nahi sansaar mei,
Rehti dhun shree ram mei, rehti dhun shri ram mei

Check Also

Duniya rachne wale ko bhagwan- Hanuman Bhajan By Lakhbir Singh lakkha

Lyrics:Duniya rachne wale ko bhagwan Duniya rachne wale ko bhagwan kehte hai, aur sankat harne …