Home » Durga Maa Bhajan » Aaye Navratri Bhakto- Maa Durga Bhajan By Sonu Nigam

Aaye Navratri Bhakto- Maa Durga Bhajan By Sonu Nigam

Lyrics: Aaye Navratri Bhakto

Ajab teri mahima Sherawali maa, Ajab teri lila Sherawali maa

Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,
Maa ki sewa karlo, Maa ki sewa karlo, sewa ka mewa paa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,

Shraddha se sajaao maa ki jhaaki pyari pyari,
Charano mei lagalo dhyaan banke pujari,
Shraddha se sajaao maa ki jhaaki pyari pyari,
Charano mei lagalo dhyaan banke pujari,
Chaandi ki katori mei, Chaandi ki katori mei, jyot ye jaga lo,
Chaandi ki katori mei jyot ye jaga lo,
Maa ki sewa karlo, sewa ka mewa paa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,

Jai jagdambe Jai jai Ambe Sherawali maa,
Jai jagdambe Jai jai Ambe Jyotawali maa,

Hai maa ka kaam sadaa girto ko thaamna,
Bhakto ki karti maa puri manokaamna,
Hai maa ka kaam sadaa girto ko thaamna,
Bhakto ki karti maa puri manokaamna,
Aati hai dauri, Aati hai dauri, maa jab bhi bula lo,
Aati hai dauri maa jab bhi bula lo,
Maa ki sewa karlo, sewa ka mewa paa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,

Maa sa dayalu nahi aur koi duja,
Paalo murade sirf kar maa ki puja,
Maa sa dayalu nahi aur koi duja,
Paalo murade sirf kar maa ki puja,
Paawan murat maa ki, Paawan murat maa ki, mann mei basa lo,
Paawan murat maa ki mann mei basa lo,
Maa ki sewa karlo, sewa ka mewa paa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,
Aaye navratri bhakto maa ko mana lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,
Jhumo naacho gaa lo, Jhumo naacho gaa lo,

Check Also

Sukh Ke Sab Sathi\ Ram Bhajan By Sonu Nigam

Lyrics:Sukh ke sab sathi, Sukh ke sab sathi, dukh pe na koi, Sukh ke sab …